Magh Mela

A faint glow at the horizon, marking the start of the sunrise. Cool breeze that usually makes you wish to stay indoors. Dark waters of the same hue as the sky, being illuminated by the reflection of lights, high up on poles, scattered around the sand. These lights are of the special time of the Magh Mela, representing the uncountable tents set up on the mela ground. In the still waters, it would be the picture perfect moment to show […]

“Chin Gaya bachpan”

Chin Gaya bachpan,halato ke gulaam hogaye Pathar khilone,sadke khail ka maidaan ho Gaye Paudhe hai ye Bina Pani ke,Lekin jad pakadna chahte hai Chin Gaya bachpan,halato ke gulaam ho Gaye Sapne dekhte hai,Lekin aankh khuli or pet Khali Kharch horahe hai,ret ki tarah phisal rahe hai Chin Gaya bachpan,halato ke gulaam ho Gaye Jawani aegi ya nahi,kuch pata nahi Khana nahi katore main,chillar batorte phirte hai Chin Gaya bachpan,halato ke gulaam ho Gaye By – Avinash Gailey